Kabhi alvida na kehna | Shah Rukh Khan | Sonu Nigam

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum
Meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum
Meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jata Nehi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko ata nahi
ata nahi

Aanson hai ke hai angarey
Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Rut aa rahi hai rut jaa rahi hai
Dard ka masusam badla nehi

Rang yeh gham ka itna hai gehra

Sadiyon main hoga halka nahi halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum
Meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna | Shah Rukh Khan | Sonu Nigam Kabhi alvida na kehna  | Shah Rukh Khan | Sonu Nigam Reviewed by BlueTek on 11/26/2019 10:37:00 pm Rating: 5

No comments: