MAA Lyrics Taare zameen par

Main kabhi batlata nahin
par andhere se darta hoon main maa
Yun to main, Dikhlata nahin
Teri parwaah karta hoon main maa
Tujhe sab hain pata, Hai na maa
Tujhe sab hain pata , meri maa



Bheed mein yun na chodo mujhe
Ghar Laut ke bhi aa na paoon maa
Bhej na itna door mujkko tu


Yaad bhi tujhko aa naa paoon maa
kya itna bura hoon main maa
kya itna bura meri maa

A R RAHMAN ALL SONG LYRCIS

ARMAN MALIK ALL SONG LYRICS
jab bhi kabhi papa mujhe
jo zor se jhoola jhulate hain maa
meri nazar dhoondhe tujhe
sochu yahi tu aa ke thaamegi maa

Unse main yeh kehta nahin
par main seham jaata hoon maa
chehre pe aana deta nahin
Dil hi dil mein ghabraata hoon maa
Tujhe sab hai pata hai naa ma
Tujhe sab hai pata meri ma
Main kabhi batlata nahin
par andhere se darta hoon main maa
Yun to main Dikhlata nahin
Teri parwaah karta hoon main maa
Tujhe sab hain pata, hain na maa
tujhe sab hain pata, meri maa


A R RAHMAN ALL SONG LYRCIS

ARMAN MALIK ALL SONG LYRICS
MAA Lyrics Taare zameen par MAA Lyrics Taare zameen par Reviewed by BlueTek on 10/20/2019 12:23:00 am Rating: 5

No comments: